Are you searching for Bollywood Movie Dialogues?
These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality Bollywood Movie Dialogues & Shayaris From Bollywood and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Filmi Shayari, Bollywood Shayari, Bollywood Movie Shayari, Shayari and Dialogues in Hindi, Superhit Dialogues, and many more.
You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Bollywood Movie Dialogues
Aap mein ek kehto gadbadi hai … har baat mein aapko bahute hadbadi hai … bhole hai, raseele hai, chabeele bhi hai … par langot ke babuji, aap bahute dheele hai
Dine, wine, maaro me line … I am free after nine … place is yours or mine?
Gin aur Coca-Cola peekar Sharafat bola … roz raat ko humne ek naya dhakan khola
Hai dekhkar aaina hairat ho gayi … meri soorat unki soorat ho gayi
Har dayaar mein aati hai phir bahaar … khilte hai phool bhi wahan daur-e-fiza ke baad
Hawa tezz ho toh stir vriksha bhi hilta hai … yahan joh sarva sreshta hai, wohi tikta hai
Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise … hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok paoge kaise
Ibtada-e-ishq hai, rota hai kya … toilet paper hai, dhota hai kya?
Is kambakht neend ko kya hua ki aati hi nahi … aur tumhari yaad hai ki jaati hi nahi
Issi ghar mein aayegi aap ki doli … and wishing you a very happy Holi
Maine tujhko pyar kiya, tere baap ne mujhko peeta … tann ki shakti, mann ki shakti Bournvita
Bollywood Movie Dialogues
Pehle tere maathe par hai maut ka sehra sajne waala … phir meri gundagardi ka hai dunka bajne waala
Saanson ki garmi mein mohabbat ubaal de … arre ek chumma idhar bhi toh uchaal de … kaun jaane kal aaye na aaye … saara pani mohabbat mein aaj hi nikaal de
Tune aankhon se joh keh di thi woh baat kaise bhoolunga … tere sang mein joh guzri thi woh raat kaise bhoolunga
Tune jiska naam apni hatheli pe chupaya hai … zara aake dekh jharokhe pe, woh apni hatheli pe tera chaand leke aaya hai
Ulte seedhe daanv lagaye … hans hans phenka paasa … arre bhagya ki chaal bhi dekh deewane … kaisa tujhko phaansa
Urdu jaisi nafazat kahan, mohabbat jaisi ibaadat kahan … imaan par kayam reh sake toh, Musalman jaisi taqat kahan
Woh dekho samne aasman zameen ko choom raha hai … aur zameen aasman ko dekhkar sharaabi sa jhoom raha hai
Yeh zindagi ki mehfil, mehfil mein hum akele … daaman ko koi chume, zulfon se koi khele
Zinda rakhna chahe woh toh koi fanaa kar nahi sakta … aur in gunehgaron ko aaj tabahi se koi bacha nahi sakta
Abhi pidhi ho, sikandar nahi ho tum … Bambai ka ek gutter ho, samundar nahi ho tum
Arz-e-niyaz-e-ishq ke kaabil nahi raha … jis dil pe naaz tha mujhe, woh dil dil nahi raha
Bollywood Movie Dialogues
Baba ki godh mein ghus ja tel laga ke … bhootni ke chale aate hai taang uthake yahan pe
Badna daam ka poocho na tum aaj ke is zamane mein … subah joh thi char aane mein, shyam mein hai woh barah aane mein
Basakar dilon ko mittati hai duniya … hasakar hamesha rulati hai duniya
Dil ki agar sunu toh hai, dimag ki toh hai nahi … jaan loon ki jaan doon, main rahoon ki main nahi
Hum bajaye toh kaano mein pain … aur yeh paade bhi toh Tansen
Hum the jinke sahare, woh hue na hamare … doobi jab dil ki naiyya, samne the kinare
Humse na kar mastiyan, mar gayi kya teri bhabhiyan … ek do bhi nahi aath hai, tabhi toh iske yeh thaat hai
Idhar aa raqeeb mere tujhe main gale se laga loon … mera ishq bemazaa tha teri dushmani se pehle
Jee haan baza huzoor kiye ja raha hoon main … aur maska laga lagake jeeye ja raha hoon main
Joh main khana chahta hoon woh bazar mein milega nahi katan … agar mangva sakte ho, do char mann gham mangvao foran
Kabhi dosti rahi, kabhi dushmani rahi … apne ishq ki taqdeer thodi kam hi rahi … har baar koshish ki, har baar manaya khud ko … shayad in haathon ki kismat kuch kam hi rahi
Bollywood Movie Dialogues
Kaise kaise aaise vaise ho gaye, aaise vaise kaise kaise ho gaye … kal joh the chamche hamare, aaj woh leader ho gaye
Kar liya bahut kuch maine ab aur kuch karne ko jee chahta hai … maar diya bahuton ko maine, ab marne ko jee chahta hai
Main apne motape par is qadar hairaan ho gaya hoon … bar bar aate jaate pareshaan ho gaya hoon
Teri tasveer mein tujhse bhi ek khoob nirali hai … lipat lo jitna jee chahe, na gussa hai na gaali hai
Tu bhola bhala hai dil, bekaar rulaya jayega … in shok haseeno se milkar, wallah bahut pachtayega
Tujhe banakar maut ke mooh ka nivala … tere seene mein gaad doonga main maut ka bhala
Tumhare bin life lunch plate without rice hai … baby hum tumhari right choice hai
Wah re saali kismat tu kaisi hai re bala … ek Majnu banke behta doosra Ranjha banne chala
Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui … hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui
Agar hota koi bhai ka beta toh woh hum mein kehta chacha … aur agar bhai hi na ho toh aaya kahan se yeh bhatija
Ajeeb waqt mohabbat mein aaye jaate hai … woh hum mein aur hum un mein samaye jaate hai
Bhaisaab dete hai gali pe gali … lagta hai jana padega mujhe Kullu Manali
Bina dekhe, bina soche samjhe maine tujhe pyar kiya … aur tune mere armaanon par dokhe ka vaar kiya
Dono gham se guzrein ya guzrein khushi se … jahan se bhi guzrein, guzrein apni khushi se
Bollywood Movie Dialogues
Dushman ko bhi jail ki zindagi mile na kabhi … ja tujhe zindagi mubarak, hum bhi niklenge kabhi na kabhi
Ek ladka, ek ladki, chota sa ghar pyara pyara … yahi sandesh de raha hai desh hamara
Farishtey hi honge jinka hua ishq muqammal … insaano ko toh humne sirf barbaad hote dekha hai
Haramipan ki badbu aa rahi hai tere baaton se … ab toh paki ho gayi teri maut mere haathon se
Hirani jaisi chaal, khile phool jaise gaal, uspar sitam yeh ki sunhare baal … arre phir kyun na ho bura haal … malik vaake hi tune kiya kamaal
Hum do hamare do, teesra kabhi na ho … patni se bhaiya door raho, kitni bhi adhchan ho
Hum toh dariya hai, hum mein apna hunar malum hai … jis taraf bhi chal padenge, rasta ho jayega
You Can also read:
Filmy Dialogues
Padmavati Movie Dialogues
Shayari In Hindi
Hindi Dialogues
Dialogues In Bollywood
Like this:
Like Loading...
Related